👉 Learn 100+ English words Meaning in Hindi – Complete Guide with simple examples and pronunciation.

Predator Meaning in Hindi Kya Hota Hai?

Predator Meaning in Hindi Kya Hota Hai?

Predator ka Hindi meaning hota hai “शिकारी जीव (Shikaari Jeev)”, yaani aisa animal jo dusre animals ko shikar karke khaata hai.

Real-Life Example:

Jungle me jab sher (lion) apne shikar ko pakadta hai, to wo us shikar ko khata hai aur apne cubs ko bhi khilata hai. Is process se weaker animals kam hote hain aur forest ecosystem strong rehta hai. Isi tarah hawk ya eagle bhi chhote rodents ko hunt karke khata hai. Yeh behaviour predator ka ek natural role hota hai, jo nature me balance banaye rakhta hai.

Carnivore meaning in hindi article bhi kaaphi interested hai

Predator = Shikari Prani (शिकारी प्राणी)

Common Mistake:

Many log predator ko sirf “bad animal” samajhte hain. Par reality me predator wo animal hota hai jo food chain ka hissa hai aur ecosystem ko balance karta hai.

 

🐅 Real-Life Examples of Predator

SituationPredator ka Role
Jungle me sher hiran ka shikar karta haiFood ke liye hunt karna
Eagle hawa se chhote animals pakadta haiSharp nazar se prey identify karna
Snake choohe ko pakad kar khata haiPopulation control me madad
Shark samundar me chhoti machhli khata haiOcean food chain ko balance karta hai
Cat ghar me chuha pakad leti haiNatural hunting instinct dikhata hai

⭐ Predator Animals Examples

  • Lion – Sher

  • Tiger – Baagh

  • Cheetah – चीता

  • Wolf – Bhediya

  • Snake – Saanp

  • Crocodile – मगरमच्छ

  • Eagle – ऊकाब

  • Shark – Shark


Predator Ka Role Kya Hai Nature Mein?

Predators:

  • Food chain ko balance karte hain

  • Weak aur sick animals ko remove karte hain

  • Ecosystem ko healthy rakhte hain

  • Carnivore meaning in hindi article bhi kaaphi interested hai

Predator Ka Opposite Word

  • Prey (शिकार)


Predator FAQs

Q1. Predator meaning in Hindi kya hai?
A1. Predator ka meaning “शिकारी जीव” hota hai.

Q2. Predator aur Prey kya hote hain?
A2. Jo animal shikar karta hai woh Predator, aur jiska shikar hota hai woh Prey.